how to increase laptop battery capacity
Smartphone ki Tarah laptop ki screen bhi battery ko kaafi jyada khaati hai | brightness level Kam se Kam rakhiye, agar zarurat na ho to keyboard ki backlight bhi off Kar dijiye |
USB port me lage external devices laptop ki battery se hi power Lete hai, zarurat na ho to inhe laptop se nikaal dijiye |
Laptop ke jyada garm hone ki wajah se internal fans ko jyada tez chalna padta hai, jiss se battery jyada kharch Hoti hai, Mostly laptop cooling pad bhi laptop se hi power Lete hai | laptop ko thandi jagah par rakhiye, koshish kariye ki laptop Ka jyadatar part ( khaaskar nichlaa hissa ) hawa ke contact me rahe |
how to increase laptop battery capacity
Stand by ki jagah Apne laptop ko hibernate kariye, hibernation me aapka laptop barkaraar rahete hue sleep mode me Chala jata hai aur battery bachata hai |
Windows par chalne wale laptop me built in power plan settings Hoti hai | aap Yaha Kai chize select Kar sakte hai, Jaise ki display, Hard disc, aur USB power cub off ho |
how to increase laptop battery capacity
Ye thi dosto laptop battery capacity badhane ke liye Kuch tips
Aapko ye information achhi lagi ho to aap ye information Apne friends ke sath zarur share kare aur aisehi information Jaan ne ke liye aap hamare website ko follow Kar sakte hai instant notification ke liye
Mai aisehi technical se related information likhte raheta hu aur mere iss website par post karte rahta hu……
Thank you