Chrome browser information
Google Chrome browser information
google chrome tips in hindi
Jyadatar browser me address bar Ka use URL ya site Ka address dalne ke liye Kiya jata hai, lekin chrome Ka address bar aur bhi bahot se kaam karta hai, yah sidhe Google search se juda rahata hai, ji haa aap sidhe chrome ke address bar Ka use search ke liye Kar sakte hai, Yaha koi bhi keywords daalkar enter Karne se aapko Google search ke results mill jaate hai iske alaawa aap Google Chrome browser se Bina Gmail open kiye direct email bhi Kar sakte hai, iske liye aapko address bar me type Karna hoga, mailto: nawabsheikh908@gmail.com yaani mailto:likhne ke baad aapko jiss person ko email Karna hai uski email ID type Karni hai aur enter Karna hai aur bas aap Bina Gmail open kiye direct address bar se hi Email Kar sakte hai |
google chrome tips in hindi
Chrome browser me tab ki bahot achhi facility Di gayi hai, tab Ka use Kar aap ek hi browser me Kai saari sites ko open Kar sakte hai |
Chrome browser sabse daaye upar teen horizontal lines par click Karke chrome menu open kare Yaha aapko browser se related Kai saare options mil jayenge aur unhi ke samne unki keyboard shortcuts command bhi mil jayengi | jiss se aap apni browsing aur bhi fast speed se Kar sakte hai | yahi aapko private browsing Ka bhi option dikhayi dega agar aap chahte hai ki aapke dwara ki gayi browsing Ka koi pata naa laga paye to private browsing Ka use kare
google chrome tips in hindi
Chrome browser abhi haal hi me ek update Kiya Gaya hai agar aap chahte hai Aapke Ghar office aur phone ke apps, bookmark, extension, settings password aur themes hamesha Aapke sath rahe aap chahe jaha bhi ho to yah service bahot achhi hai bass Yaha apne email ID ke sath sign-in kijiye aur Aapke Ghar office aur phone ke apps, bookmark, extension, settings, password aur themes sab ke sab aapko wahi mil jayenge to agar Aapne abhi tak apna browser update Nahi Kiya hai to abhi Kar lijiye |
Agar aapko koi site achhi lagti hai aur aap usko Apne web browser me save Karna chahte hai to bookmark se achha option Nahi ho Sakta hai bookmark ke jariye se aap Kisi bhi site ke Kisi bhi page ko bookmark Kar sakte hai Google Chrome me bookmark Ka achha option Diya gaya hai |
google chrome tips in hindi
Email vaise to hamare online account par save rahete hi hai lekin agar Kisi wajah se unhe computer me save Karna ho copy paste Ka use Kar word ya notepad jaisi application me save Karna hota hai jiss se unka original khatam ho jata hai lekin agar aap Google Chrome browser use Kar rahe hai to apni email ko PDF format me safe Rakh sakte hai | jiss se Internet connection na hone par bhi aap unhe padh sake |
Jab aap Kisi bhi site par apna email ID daalkar account banate hai to aapke web browser dwara pucha jata hai ki kya aap iss password ko safe rakhna chahte hai, ya remember my password Ka option aata hai agar yes Kar dete hai to web browser dwara aapka user id aur password safe Rakh liya jata hai lekin Kabhi Kabhi aap itni sites par account Bana Lete hai ki aapko khud Yaad Nahi raheta ki kis site par Aapne kya password dala tha iska pata Kar sakte hai kis site par Aapne kya password dala tha |
Chrome Internet setup kare
Agar aap Internet data Kam Karna chahte hai to iske liye chrome me “reduce data Usage” Ka use Kar sakte hai ye aapke browser me khulne wali email ko small format me open karega jiss se phone me Kam Internet data kharch Hoga |
Google now ek Tarah se aapke personal assistant ki Tarah kaam karta hai aap Apne Google now account ki help se stock, sport aur Kai dusri chize ke notification set Kar sakte hai |
Chrome browser tips and tricks
Kya aap phone ko ek jaisi screen se open karte karte thak Gaye hai to Google play me jaakar dhero Tarah ki lock screen di gayi hai jinhe aap Apne phone ki theme ke hisaab se download kar sakte hai |
Android phone me sabse jyada problem battery backup ki Hoti hai iske liye harr android phone me power saving mode option hota hai jiski madd se aap Apne phone Ka backup time badha sakte hai |
Agar aapko kaafi travel Karna padta hai to phone ke liye ek extra battery le Kar chale lekin iss se pahele phone ki battery Ka model number naa bhoole |
Chrome me Kuch bhi search karte time Google me sign-in out Karna naa bhoole ISS se aapko search karne me jyada help milegi kyo ki aapke dwara search Kiya Gaya pahele Ka data jaldi aa Jayega |
Google Chrome browser information
Agar Aapke phone ki screen app se bhar gayi hai to usse alag-alag folder me save Kar sakte hai Jaise games folder me saari game app save Kar sakte hai |
Agar aap Apne phone me fast massage type Karna chahte hai to iske liye Google play store me jaakar keyboard app download kar sakte hai aisi app me popular swift keyboard app hai |
google chrome tips in hindi
Thank you